“Na budape ki fikr na jawani ka guman hai
har khayal ek khwab har khwab bas dhuan hai
ek jam se doosre jam ke beech jiye ja rahe hain
bekhbar bemayana jiwan hai, madhoshi hi ashiyan hai
khud ka bojh utha nahi sakte, kandhe kamzor dil gamnama hai
kaun kehta hai , ae sakhi, hm is mulk ke naujawan hain
ae watanwaon, yoon apna kal in haathon mein mat saunpo
humein to ye bhi nahi maloom hamara apna kal kahan hai”

5 Comments:
At Monday, May 30, 2005 12:39:00 AM, Kaala Kavva said…
kisi ko nahi maloooom yaar
|At Saturday, May 27, 2006 6:18:00 PM, Baadal said…
khamosh rahna, khamoshi se jeena aadayen hain jindagi jeene ki
|wo khamosh rahte hain, duniya kahti hai jheel ki shant gahrai hai
ham khamosh rahte hain duniya kahti hai kabragah mein sannate ki parchaee hai.
: are you the composer those sentences???? If yes, I will have to say you are sad at heart, very calm..
At Sunday, May 28, 2006 4:04:00 PM, Baadal said…
thanks phoenix :)
|Keep blogging
At Monday, February 05, 2007 8:24:00 PM, Anonymous said…
You have an outstanding good and well structured site. I enjoyed browsing through it Ira and retirement plan distributions
|At Wednesday, March 07, 2007 4:27:00 AM, Anonymous said…
What a great site canada eye surgeons Uk models wanted Deep sea fishing ma
|Post a Comment
<< Home