kuch kuch samjha to hai tujhe zindagi, par ab tak tujhko jiya nahi
ye zeher ab tak bas chakh ke dekha hai, ab tak piya nahi
hatheli pe sajaya hai seene se nikal, par dil ab tak diya nahi
pyar ke ru-ba-ru to khadi hoon, par pyar ab tak kiya nahi
ye zeher ab tak bas chakh ke dekha hai, ab tak piya nahi
hatheli pe sajaya hai seene se nikal, par dil ab tak diya nahi
pyar ke ru-ba-ru to khadi hoon, par pyar ab tak kiya nahi
4 Comments:
At Monday, May 30, 2005 7:52:00 PM, Kaala Kavva said…
nice poyum.. hindi rhyme sounds so much better anyways.. 1 thing...
|oh yaar!
decide to kar le pls!
"par pyar ab tak kiya nahi"
&
" FINALLY, I'M IN LOVE!
MUJHE MOHABBAT HO GAYI HAI..."
would seem to a common man having common sense as a contradiction..
love huva ya nahi ??
At Tuesday, May 31, 2005 3:25:00 AM, Anand said…
kuch kuch samjha to hai tujhe zindagi, par ab tak tujhko jiya nahi
|ye zeher ab tak bas chakh ke dekha hai, ab tak piya nahi
arre yaar agar woh zeher pi legi, to aur kuch sochne-samajhne ko bachega hi nahi
At Wednesday, June 01, 2005 5:38:00 PM, Samyak said…
MArvellous... yaar !!
|just 4 lines.. but sab dil ko choo jaati hai !!
At Monday, February 05, 2007 9:50:00 PM, Anonymous said…
That's a great story. Waiting for more. »
|Post a Comment
<< Home